Aa gayii sham dhalte hii.
bujh gayaadil chiraaGH jalte hii.
khul gaye shahr_e_Gham ke darvaaze
ek zaraa sii havaa chalte hii..
kaun thaa tuu ke phir na dekhaa tujhe
miT gayaa khvaab aaNkh malte hii.
tuu bhii jaise badal saa jaataa hai.
aks_e_diivaar ke badalte hii.